Hazar sajdoon say deita hai admi ko nijat
~iqbal
wahan wo ghuroor-e-iz-o-naaz,
yahan yeh hijaab-e-paas-e-waza
raah mein hum milein kahan,
bazm mein woh bulayay kyun?
haan wo naheen khuda parast,
jaao wo bay wafa sahi;
jisko ho deen o dil azeez,
uski gali mein jayay kyun?
~Ghalib
isi koochay mein kai uskay shanaasa bhi tou hain,
woh kissi aur say milnay kay bahaanay aayay~
~Parveen shakir
No comments:
Post a Comment